Romantic sms - wo to na thi...
Jo kabhi taro maiy jakar jilmilaya, wo na ho..
jo kabhi fulo maiy chhupkar mushkuraya, wo na ho..
dur rah kar bhi jo rag-rag maiy samaya, wo na ho..
jo mere aab tak bulane par na aai , wo na ho..
ye sharmata,rukta,bal-khata huva kon aa gaya..
ye to mere tasbur ka hai ek ahsas ..
ye to dil ki dhadkano maiy ho rahi hai guftgu.
0 comments:
Post a Comment